Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, February 20, 2025

Daily Quran Hadees 21st Shabaan,1446H 20th February, 2025

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 20th Feburary, 2025
21st Shabaan, 1446 Hijri

"1"  Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gunaah ki saza ko ALLAAH chaahe toh qayaamat ke din tak moakhkhar (delay) kar deta hai, magar maa baap ki nafarmaani ki saza maut se pehle duniya hi mein chakha deta hai."{Mustadrak:7263}



"2" Rasoolullahﷺ  peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the ; is tarah peene se itminaan haasil hota hai, takleef aur beemaari se hifaazat hoti hai aur woh cheez khoob hazam ho jati hai."{Muslim:5406}

"3" Sadqa se apne mareezon ka ilaaj kiya karo, kyunke sadqa bimaariyon aur pesh aane waali museebaton ko door karta hai."{Kanzul ummaal:28178}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (184th day)_

daily-quran-hadees-21st-shabaan1446h-20th-february-2025



daily-quran-hadees-21st-shabaan1446h-20th-february-2025

daily-quran-hadees-21st-shabaan1446h-20th-february-2025



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.