A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 31st October 2024
27th Rabi-us-saani, 1446 Hijri
1 Dunyavi zindagi me un ki rozi hum (ALLAAH) ne hi hi taqseem
(distribute) kar rakhi hain aur ek ko doosre par martabe ke aitebaar se
fazeelath de rakhi hai, taake ek doosre se kaam lete rahe (Quraan-Zukhruf:
32)
2 Jo shakhs apne zabaan aur sharmgaah ki hifazath ki zimme daari
lele, main us ke liye jannath ki zimmedaari leta hoon ( Buqari: 6474)
3. Logon ki daulat ko lalchaayi nazron se mat dekho (apni qismat ki
rozi pe raazi ho jaao) (Miskkaath: 5226)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (72nd day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.