A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 22nd September 2024
18th Rabi-ul-awwal, 1446 Hijri
1 Jo shakhs Duniya mein Allah Ta'ala se ma'azrat (maafi) chaahta
hai, Allah Ta'alaus ke uzr (maafi) Ko qabool farmaate hain."(Sho'abul
Imaan:8312)
2 Aapas mein ek doosre ka maal na haq tareeqon se na
khaao."(Sure-e-Baqarah:188)
3. Rishtedaar Ko maal Dene par dohra sawaab hai, ek sadqa ka, doosre
sila rahmi ka."(Nasai:2582)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (33rd day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.