A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 17th September 2024
13th Rabi-ul-awwal, 1446 Hijri
1 Tum jahaan kaheein bhi hoge (ek na ek din) maut tumhein aa
pakdegi, chaahe tum mazboot qilon mein kyun na reh rahe
ho."(Surah-e-nisa:78)
2 Jo shakhs koi buri sifaarish karta hai use us buraai se
Hissa(gunaah) milta hai aur Allah har cheez par Nazar rakhne waala
hai."(Sura-e-Nisa:85)
3. Aqalmand woh hai, jo Apne nafs ka muhaasaba kare aur maut ke
Baad(ki zindagi) ke liye Amal kare."(Tirmizi:2459)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (28th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.