A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 23rd May, 2024
14th Zeeqa'dah, 1445 Hijri
"1" Hazrat muhammadï·º ghar ke kaam mein haath bata diya karte aur
jab namaaz ka waqt ho jaata, toh namaaz ke liye chale jaate."{Bukhaari:676}
"2" Rasoolullahï·º ne mardon jaisi shakl wa soorat aur libaas
ikhtiyaar karne waali aurton par laanat farmaayi hai."{Bukhaari:5885}
"3" Mard par sab se ziyaada haq us ki maan (mother) ka hain."{Sunane
kubra:9148}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.