A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 11th March, 2024
29th Shabaan, 1445 Hijri
1 ALLAAH tumhaari aulaad ( ke liye meeraas (inheritance)) ke baare
mein tum ko hukm deta hai ke mard ka hissa 2 aurton ke baraabar
hai.""{Surah-e-nisa:11}"
2 Agar tum maaf kardo , dar guzar kardo aur bakhsh do to ALLAAH bahot
bakhshne waala, bada maherbaanhai.""{Sura-e-tagaabun:14}"
3 4 Cheezein khush naseebi ki alaamat hain: 1] nek biwi, 2] kushaada makaan,
3] nek padosi, 4] umda sawaari.""{Musnade ahmed : 4032}"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (204th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.