A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 27th December, 2023
13th Jamadi-us-saani, 1445 Hijri
"1" Bade gunaah yeh hain, ALLAAH ke saath kisi ko shareek thehraana,
waalidain ki na farmaani karna, kisi ko qatal karna aur jhooti gawaahi
dena."{Bukhaari:6675}
"2" Rasoolullah ( ï·º ) ne aurton se farmaaya ke aurtein raaston ke darmiyaan
na chalein balke kinaaron par chalein."{Abu daaood:5272}
"3" Haq ke mutaabiq faisla karne waala qaazi (judge) jannat mein
jaayega."{Abu daaood:3573}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (128 th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.