A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 9th September, 2023
22nd Safar445 Hijri
1 Jab tum mein se kisi Ko gussa aaye aur woh khada ho, toh us Ko chaahiye ke baith jaaye,baithne se gussa chala jaaye toh theek, warna us Ko chaahiye ke let jaaye." (Abu Dawood:4782)
2 Jo shakhs tum Ko mahroom kare, us Ko tum do."(Musnad-e-Ahmad:17334)
3. "Sachcha amaanatdaar taajir, ambiya, siddiqeen aur shuhada ke saath hoga."(Tirmizi:1209)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (20th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.