TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, August 29, 2023

Daily Quran Hadees 11th Safar, 1445 Hijri, 29th August, 2023

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 29th August, 2023
11th Safar, 1445 Hijri

"1"  Aadmi do cheezon ko na pasand karta hai, (haalaanke dono us ke liye behter hain) ek Maut ko, halaanke Maut momin ke liye fitnon se bachaao hai, doosra MAAL ki kami ko, halaanke jitna maal kam hoga utna hi hisaab kam hoga." (Masnad-e-Ahmed: 23625)



"2" Woh Musalmaan jis ki (logon ko) maa'f karne ki aa'dat thi, woh Jannat me jaane ka haqdaar hain." (Kanzul-a'maal: 7015)

"3" Tangi aur khush haali dono haalatau me, ALLAH Ta'ala se daro." (Kanzul a'maal: 5628)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (9th day)_

daily-quran-hadees-11th-safar-1445-hijri-29th-august-2023

daily-quran-hadees-11th-safar-1445-hijri-29th-august-2023



daily-quran-hadees-11th-safar-1445-hijri-29th-august-2023



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.