Dua e Masura - yani Namaz mein Attahiyat aur Durud e Ibrahim ke baad padhne ki dua
Abu Bakr Siddiq Radi Allahu Anhu ne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se
kaha ki mujhe aisee dua sikha dijiye jo main namaz mein Parha karu to Aap
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye Parha karo
اللَّهُمَّ إِنِّي ظَلَمْتُ نَفْسِي ظُلْمًا كَثِيرًا، وَلاَ يَغْفِرُ
الذُّنُوبَ إِلاَّ أَنْتَ،
فَاغْفِرْ لِي مَغْفِرَةً مِنْ عِنْدِكَ، وَارْحَمْنِي، إِنَّكَ أَنْتَ
الْغَفُورُ الرَّحِيمُ
Allahumma inni zalamtu nafsi zulman kasira, wala yagfiruz-zunuba illa
ant, Fagfirli magfiratan min indik, wa-arhamni, innaka Antal
Gafur-ArRahim.
Eh Allah maine Apni jaan par bahut zulm kiya hai aur gunahaon ko tere siwa koi
maaf nahi kar sakta, meri magfirt farma, aisee magfirat jo tere pass se ho aur
mujh par raham kar beshak tu bada magfirt karne wala aur Raham karne wala hai
Sahih Bukhari, Jild 7, 6326
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.