TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, March 11, 2023

Daily Quran Hadees 18th Shabaan, 1444 Hijri 11th March 2023

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

11th March, 2023
18th Sha'baan, 1444 Hijri

"1"  Mazloom (jis par zulm kiya gaya ho) ki bad-dua se bacho , kyun ke us ke aur ALLAAH ke darmiyaan koi parda nahi hai."{Bukhaari:2448}



"2" Jo shakhs chori ka maal khareede aur use maaloom ho ke woh chori ka hai, to woh us ki buraai aur gunaah mein shareek hai.."{Mustadrak:2235}

"3" Jo shakhs kisi pareshaan haal aadmi ki madad kare, ALLAAH Ta'ala us ke liye magfirat ke 73 darje likhega."{Sho'bul imaan:7670}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (203rd day)_

daily-quran-hadees-18th-shabaan-1444-hijri-11th-march-2023

daily-quran-hadees-18th-shabaan-1444-hijri-11th-march-2023



daily-quran-hadees-18th-shabaan-1444-hijri-11th-march-2023



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.