Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai
✦ Abdul rahman bin jabir radi allahu anhu apne walid se bayan karte hain
ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri ummat ke aksar
log jo Allah subhanahu ki kitab aur uske faisle aur uski taqdeer ke baad
faut honge wo nazar lagne se honge Al-Silsila-tus-Sahiha, 3238
✦ Tashreeh : Buri nazar se bade se bada nuqsan ho sakta hai yaha tak ki
insaan mar bhi jata hai
---------
عبدالرحمن بن جابر اپنے والد سے بیان كرتے ہیں كہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا:
میری امت کے اکثر لوگ جو اللہ کی کتاب کے فیصلے اوراس کی تقدیر کے بعد فوت
ہونگے وہ نظر لگنے سے ہونگے
السلسلہ صحیحہ ٣٢٣٨
---------
✦
अब्दुल रहमान बिन जाबिर रदी अल्लाहू अन्हु अपने वालिद से बयान करते हैं की
रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरी उम्मत के अक्सर लोग जो
अल्लाह की किताब और उसके फ़ैसले और उसकी तक़दीर के बाद फौत होंगे (मरेंगे) वो
नज़र लगने से होंगे
अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 3238
तशरीह : बुरी नज़र से बड़े से बड़ा नुक़सान हो सकता है यहा तक की इंसान मर
भी जाता है
---------
✦
Abdul rahman Radi Allahu anhu narrate with his father that the Prophet ﷺ
said: Most of those who will die among my ummah are because of the will
and decree of Allah, and then because of the evil eye.
Al-Silsila-As-Sahiha, 3238
-------------------
Nazar e bad se bachne ki Dua
أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ
وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ
A'oodhu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa hammatin wamin
kulli 'aynin lammatin
(Main Panaah maangta hun Allah ki pure purey kalamat ke jariye, har
shaitan se aur har zahreeley janwar se aur har nuksan pahunchaney wali
nazar-e-bad se.)
Sahih Bukhari,Vol4,3371
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.