A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 17th November, 2022
21st Rabi-us-s'aani, 1443 Hijri
"1" Maa-Baap, Rishtedaaron, Yateemon, Miskeenon, qareebi Padosiyon aur
door ke padosiyon, paas baithne waalo, Musaafiron aur jo log tumhaare
maa-tahet (Naukar, chaakar) ho, sab ke saath achchha sulook
karo."(Sura-e-Nisa:36)
"2" Jab koi Aurat khushbu laga kar majlis (logon ke paas) se guzarti hai to
woh aisi waisi hai yaani zaaniya hai."(Tirmizi:2786)
"3" 2 mard ek Saath aur 2 aurtein ek Saath ek hi lihaaf (chaadar aur bistar)
mein na letein."(Muslim:768)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (89th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.