A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 28th October, 2022
1st Rabi-us-s'aani, 1444 Hijri
1 Hazrath Muhammad ï·º se jab koi kuch maangte, toh aap ï·º us
ki zaroorath poori farmate the, aur agar kuch na hota toh khamoosh rehte
(Masnad-e-ahmed: 12977)
"2" Koi mard kisi ajnabi aurat ke saath tanhaayi mein (akele ) na baithe,
warna un mein teesra shaitaan hota hai."(Tirmizi:2165)
3. Jis qoum me sood aam ho jaata hain, us mein pagalpan ki bimaari
phail jaati hain (Alkabaair lizzahabi: 1/61)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (69th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.