A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 4th September, 2022
6th Safar, 1443 Hijri
1 Yeh bahot hi khayaanat(gunaah) hai ke tum Apne bhai se koi jhooti baat bayaan karo, aur woh tum ko us bayaan mein sachcha samajhta ho. _AbuDaawood: 4971_}2
2 _Hazrat Muhammad ï·ºne khane mein kabhi bhi aib nahi lagaaya; agar chaahte toh us Ko kha lete aur agar na- pasand hota toh chod dete. _Bukhari: 5409_}1
3. Woh shakhs ham mein se nahein hai, jo chhoton par shafqat na kare aur badon ka adab na kare. _Tirmizi: 1919_
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (15th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.