A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 21st September, 2022
24th Safar, 1443 Hijri
1 Jo shakhs (Duniya mein) kisi kaam Ko shohrat Dene ke liye
karega, toh Allah Ta'ala qayaamat ke din (us ke us aib ko) sab ke saamne
mashhoor kar dega."(Bukhari:7152)
2 Tum apne kisi bhai se jhagda na karo aur na us se mazaaq karo
(Jis se us Ko takleef ho) aur us se aisa waada na karo Jis Ko poora na kar
Sako."(Tirmizi:1995)
3. Huzoor ï·º ne na kabhi apni biwi Ko maara aur na hi kabhi apne kisi
Khaadim Ko."(Ibne Maaja:1984)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (32nd day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.