A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 8th September, 2022
10th Safar, 1443 Hijri
1 Jis shakhs Ko yeh baat pasand ho ke Allah Ta'ala use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, toh woh faqeer aur tangdast logon Ko (qarz ki adaayegi mein) mohlat de ya maaf kar de."(Muslim:4083)
2 Apne rishtedaaron ke saath achchha sulook karo, agarche woh tum se munh modein."(Musnad-e-Ahmad:17334)
"3" Khushkhabri hai us aadmi ke liye jis ki kamaayi halaal aur paakeeza hai."(mo'ajame kabeer:4615)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (19th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.