Maut ke Waqt Kalma e Shahadat padhne ki fazilat
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal
mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud
nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka Rasool hu aur
ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma
denga
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
--------
Ø£َØ´ْÙ‡َدُ Ø£َÙ†ْ لاَ Ø¥ِÙ„َÙ‡َ Ø¥ِلاَّ اللَّÙ‡ُ ÙˆَØ£َØ´ْÙ‡َدُ Ø£َÙ†َّ Ù…ُØَÙ…َّدًا
عَبْدُÙ‡ُ ÙˆَرَسُولُÙ‡ُ
Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa
Rasuluh
Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad
Sal-Allahu Alaihi wasallam Allah ke bande aur Rasool hain
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.