TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, April 11, 2022

Daily Quran Hadees 8th Ramazan, 1443 Hijri 11th April 2022

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 11th April, 2022
8th Ramaz'an, 1443 Hijri

"1"  Jis aadmi mein 3 cheezein hongi , ALLAAH Ta'ala us ko apni rehmat mein le leinge : (1) kamzoron ke saath narmi karna (2) maa baap ke saath meherbaani karna (3) gulaamon (naukar chaakar wagaira ) ke saath ehsaan karna."{Tirmizi:2494}

"2" Na to tum (aise kanjoos bano ke ) apne haath ko gardan se baandh kar rakho, aur na (aise fuzool kharch ke) haath ko bilkul hi khula chhod do , phir tumhen qaabile malaamat aur khaali haath ho kar baithhna pade."{Sura-e-bani israaail:29}

"3" Dua ke zariye bala aur museebat se hifaazat talab karo."{Tabraani kabeer:10196}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (235th day)_

Daily Quran Hadees 8th Ramazan, 1443 Hijri 11th April 2022

Daily Quran Hadees 8th Ramazan, 1443 Hijri 11th April 2022

Daily Quran Hadees 8th Ramazan, 1443 Hijri 11th April 2022



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.