A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem
AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ 19th April, 2022
17th Ramaz'an, 1443 Hijri
"1" Ek se khareed-o-farokht ki baat hone ke baad (jab tak koi baat tey
na ho) doosra aadmi khareed-o-farokht na kare."{Bukhaari:2165}
"2" ALLAAH se darte raho aur apne rishtedaaron ke saath mel jol
rakho."{Shoabul imaan:7950}
"3" Ilme deen ka haasil karna har musalmaan par farz hai."{Ibne maaja:224}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (243rd day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.