TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, February 20, 2022

Daily Quran Hadees 17th Rajjab, 1443 Hijri,20th February 2022

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 20th February, 2022
17th Rajjab, 1443 Hijri

"1"  Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gunaah ki saza ko ALLAAH chaahe toh qayaamat ke din tak moakhkhar (delay) kar deta hai, magar maa baap ki nafarmaani ki saza maut se pehle duniya hi mein chakha deta hai."{Mustadrak:7263}


"2" Rasoolullahï·º  peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the ; is tarah peene se itminaan haasil hota hai, takleef aur beemaari se hifaazat hoti hai aur woh cheez khoob hazam ho jati hai."{Muslim:5406}

"3" Sadqa se apne mareezon ka ilaaj kiya karo, kyunke sadqa bimaariyon aur pesh aane waali museebaton ko door karta hai."{Kanzul ummaal:28178}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (184th day)_

Daily Quran Hadees 17th Rajjab, 1443 Hijri,20th February 2022

Daily Quran Hadees 17th Rajjab, 1443 Hijri,20th February 2022


Daily Quran Hadees 17th Rajjab, 1443 Hijri,20th February 2022



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.