TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, September 26, 2021

Daily Quran Hadees 18th Safar, 1442 Hijri,26th September 2021

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 26th September, 2021
18th Safar, 1443 Hijri

"1"  Qayaamat us waqt aayegi, jab log oonchi oonchi imaaratein banaane mein aapas mein fakhr karne lagein."(Musnad-e-Ahmad:10858)

"2" (Islaam mein behtareen cheez yeh hai ke) tum (logon ko) khaana khilaao, aur har ek Ko salaam karo, jis Ko tum Pehchaante ho aur jis Ko tum nahin jaante."(Bukhaari:6236)

"3"  Allah Ta'ala bande ki tauba us waqt tak qabool karte hain, jab tak ke gargara ki kaifiyat shuru na ho."(Tirmizi:3537)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (37th day)_

Daily Quran Hadees 18th Safar, 1442 Hijri,26th September 2021

Daily Quran Hadees 18th Safar, 1442 Hijri,26th September 2021

Daily Quran Hadees 18th Safar, 1442 Hijri,26th September 2021



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.