TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, September 20, 2021

Daily Quran Hadees 12th Safar, 1442 Hijri,20th September 2021

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 20th September, 2021
12th Safar, 1443 Hijri

1   Jo shakhs bhooka ho, ya us Ko koi aur zaroorat ho aur woh apni bhook aur us zaroorat Ko logon se chupaaye rakhe (un ke saamne zaahir kar ke un se na maange) to Allah Ta'ala ke zimme hai ke us Ko halaal tareeqe se ek saal ki rozi ata farmaaye."(Sho'abul Imaan:10054)

2   Jo jawaan bhi kisi boodhe shakhs ki budhaape ki wajah se izzat karta hai, toh Allah Ta'ala us jawaan ke budhaape ke waqt kisi aise shakhs Ko mutayyan kar deta hai jo us ki izzat karta hai."(Tirmizi:2022)

3.  Ba-jamaat namaaz ada karna akele namaaz padhne ke muqaable mein 27 darja ziyaada fazeelat rakhta hai."(Bukhari:654)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (31st day)_

Daily Quran Hadees 12th Safar, 1442 Hijri,20th September 2021

Daily Quran Hadees 12th Safar, 1442 Hijri,20th September 2021

Daily Quran Hadees 12th Safar, 1442 Hijri,20th September 2021



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.