Assalamalikum Wr Wbr

TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, August 8, 2021

Daily Quran Hadees 28th Zilhajja, 1442 Hijri,8th August 2021

A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ 8th August, 2021
28th Zilhajja, 1440 Hijri

"1"  Tum mein sab se behtar log woh hain jo qarz ki adaayegi mein behtar ho."{Muslim:4195}

"2" Jo shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke intezaar mein ziyaada nafa kamaane ki garz se cheezein jama kar ke rakhe to woh gunehgaar hai."{Muslim:4206}

"3" 7 Din tak rozaana 7 martaba madeena ki ajwa khajooron ka istemaal kodh ke liye faaidamand hai."{Kanzul ummaal:28332}

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (354th day)_

Daily Quran Hadees 28th Zilhajja, 1442 Hijri,8th August 2021

Daily Quran Hadees 28th Zilhajja, 1442 Hijri,8th August 2021

Daily Quran Hadees 28th Zilhajja, 1442 Hijri,8th August 2021



Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.