*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir
Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
*Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ 23rd May, 2021
10th Shawwaal, 1440 Hijri
"1" Hazrat muhammadﷺ ghar ke kaam mein haath bata diya karte aur
jab namaaz ka waqt ho jaata, toh namaaz ke liye chale jaate."{Bukhaari:676}
"2" Rasoolullahﷺ ne mardon jaisi shakl wa soorat aur libaas
ikhtiyaar karne waali aurton par laanat farmaayi hai."{Bukhaari:5885}
"3" Mard par sab se ziyaada haq us ki maan (mother) ka hain."{Sunane
kubra:9148}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.