*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ 11th January, 2021
26th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri
"1" Jo shakhs apne bhai se bechi huyi cheez ko ( waapas karne par)
waapas le le, toh qayaamat ke din ALLAAH paak us ke gunaah maaf kar
dega."{Tabraani ausat:889]
"2" (Musalmaano!) yaqeenan ALLAAH tumhein hukm deta hai ke tum amaanatein un
ke haqdaaron tak pohnchaao."{Sura-e-nisa:58}
"3" Hadya de kar waapas lene waala us kutte ki tarah hai , jo ulti (vomit)
kar ke chaat leta hai."{Bukhari:6975}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (144th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.