TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, October 3, 2020

Daily Quran Hadees 15th Safar, 1442 Hijri, 3rd Oct, 2020

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

☀ *3rd October, 2020*
🌙 *15th Safar, 1440 Hijri*

"1"  Tum aapas mein ek doosre ke maal ko naa-haq tareeqe se mat khaao. Magar jo maal aapas ki razaa-mandi se ki hui khareed-o-farokht (lain dain) se haasil ho (toh us ko khaane mein koi haraj nahi)."(Sura-e-Nisa:29)

"2" Apni zabaan par qaabu rakho, (fursat ke auqaat mein) Apne ghar mein raho, Apne gunaahon par Allah ke saamne roya karo."(Tirmizi:2406)

"3" ilm haasil karo aur ilm haasil karne ke liye sukoon aur waqaar seekho."(Tabraani Ausat:6184)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (56th day)_






*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.