TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, September 4, 2020

Quiz: Wo kaunse Azkar hain jinko ek baar padhne par 20 neki milti hai aur 20 gunah maaf hote hain?

*Jawab ek se zyada hai*


Quiz: Wo kaunse Azkar hain jinko ek baar padhne par 20 neki milti hai aur 20 gunah maaf hote hain?

*Sawal  : Wo kaunse Azkar hain jinko ek baar padhne par 20 neki milti hai aur 20 gunah maaf hote hain ?*

A. Assalamu Alaikum Warahmatullah
B. SubhanAllah
C. Alhamdulillah
D. La ilaha illAllah
E. Allahu Akbar
F. Durud e Ibrahim
G. Alhamdulillahi Rabbil Aalmeen
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*💐✅ Sahi Jawab : BDE 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya beshak Allah subanahu ne kalimat mein se in chaar ko chun liya hai SubhanAllah Aur Alhamdulillah aur La ilaha ilallah aur Allahu Akbar isliye jo bhi ek baar SubhanAllah kahega uske liye 20 nekiya likhi jayengi aur 20 gunah mita diye jayenge, aur jo bhi Allahu Akbar kahega usko bhi waisa hi sawab milega , aur jo koi bhi ek baar Laa ilaha ilAllah kahega usko bhi waisa hi sawab milega aur jo koi dil se Alhamdulillahi Rabbil Alamin kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to uske liye 30 nekiya likhi jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge

(Tashreeh : Yani ek baar SubhanAllah, Allahu Akbar, Laa ilaha ilAllah,Alhamdulillahi Rabbil Aalamin padhne par total 20+20+20+30 = 90 nekiya likhi jayegi aur 90 gunah mita diye jayenge In Sha Allah)
Masnad Ahmed, 5450-Sahih
-------------------------------------------------

*Answers are more than one*

*Quiz  : What is that Azkar if a person says 20 deeds will be recorded for him and 20 sins will be removed from him ?*

A. Assalamu Alaikum Warahmatullah
B. SubhanAllah
C. Alhamdulillah
D. La ilaha illAllah
E. Allahu Akbar
F. Durud e Ibrahim
G. Alhamdulillahi Rabbil Aalmeen
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Answer: BDE 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Verily, Allah has chosen four words from all speech: SubhanAllah (Glory be to Allah and He is high above any imperfection), and Alhamdulillah (All praise and thanks are for Allah alone), and Laa ilaha ilAllah (There is no deity worthy of worship except Allah), and Allahu Akbar (Allah is the Greater than everything).
Therefore whoever says SubhanAllah 20 deeds will be recorded for him and 20 sins will be removed from him.

And whoever says Allahu Akbar will get the same.
And whoever says Laa ilaha ilAllah will get the same.
And whoever says Alhamdulillahi RabbilAlamin –‘All praise and thanks is for Allah alone, the Lord of all things, from his heart, 30 good deeds will be recorded for him and 30 sins will be removed from him.
Masnad Ahmed - 5450

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.