*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
☀ *17th September, 2020*
🌙🗓 *28th Moharram, 1441 Hijri*
1 Tum jahaan kaheein bhi hoge (ek na ek din) maut tumhein aa pakdegi, chaahe tum mazboot qilon mein kyun na reh rahe ho."(Surah-e-nisa:78)
2 Jo shakhs koi buri sifaarish karta hai use us buraai se Hissa(gunaah) milta hai aur Allah har cheez par Nazar rakhne waala hai."(Sura-e-Nisa:85)

3. Aqalmand woh hai, jo Apne nafs ka muhaasaba kare aur maut ke Baad(ki zindagi) ke liye Amal kare."(Tirmizi:2459)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (28th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.