AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*22nd Moharram, 1442 Hijri*
☀ 11th Sep 2020*
1 Allah ki qasam ! Duniya aakhirat ke muqaable mein itni si hai,ke tum mein se koi apni ungli Samandar mein daale, phir nikaale aur dekhe ke us ungli par kitna Paani Laga hai."(Muslim:7376)
2 Maan baap ke saath achchha sulook karo,aur rishtedaaron, Yateemon,miskeenon, qareeb waale padoosi, door waale padoosi, paas baithhne (ya khade rehne) waale shakhs,musaafir aur Apne gulaam baandiyon ke saath (achchha bartaao karo)."(Sura-e-Nisa:36)
3. Jo shakhs haraam maal ko Apne peechhe (waarison ke liye) Chhodta hai, to woh us ke liye jahannam ka tosha hi hota hai."(Musnad-e-Ahmad:3672)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*22nd Moharram, 1442 Hijri*
☀ 11th Sep 2020*
1 Allah ki qasam ! Duniya aakhirat ke muqaable mein itni si hai,ke tum mein se koi apni ungli Samandar mein daale, phir nikaale aur dekhe ke us ungli par kitna Paani Laga hai."(Muslim:7376)
3. Jo shakhs haraam maal ko Apne peechhe (waarison ke liye) Chhodta hai, to woh us ke liye jahannam ka tosha hi hota hai."(Musnad-e-Ahmad:3672)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.