AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*19th Moharram, 1442 Hijri*
☀ 8th Sep 2020*
1 Jis shakhs Ko yeh baat pasand ho ke *Allah Ta'ala* use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, toh woh faqeer aur tangdast logon Ko (qarz ki adaayegi mein) mohlat de ya maaf kar de."(Muslim:4083)
2 Apne rishtedaaron ke saath achchha sulook karo, agarche woh tum se munh modein."(Musnad-e-Ahmad:17334)
"3" Khushkhabri hai us aadmi ke liye jis ki kamaayi halaal aur paakeeza hai."(mo'ajame kabeer:4615)Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*19th Moharram, 1442 Hijri*
☀ 8th Sep 2020*
1 Jis shakhs Ko yeh baat pasand ho ke *Allah Ta'ala* use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, toh woh faqeer aur tangdast logon Ko (qarz ki adaayegi mein) mohlat de ya maaf kar de."(Muslim:4083)
2 Apne rishtedaaron ke saath achchha sulook karo, agarche woh tum se munh modein."(Musnad-e-Ahmad:17334)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.2
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.