TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, September 21, 2020

Daily Quran Hadees: 2nd Safar, 1442 Hijri, 21st Sep, 2020

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh Bhai*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

☀ *21st September, 2020*
🌙🗓 *3rd Safar, 1440 Hijri*

1   Jo shakhs (Duniya mein) kisi kaam Ko shohrat Dene ke liye karega, toh *Allah Ta'ala* qayaamat ke din (us ke us aib ko) sab ke saamne mashhoor kar dega."(Bukhari:7152)

2   Tum apne kisi bhai se jhagda na karo aur na us se mazaaq karo (Jis se us Ko takleef ho) aur us se aisa waada na karo Jis Ko poora na kar Sako."(Tirmizi:1995)


3.  Huzoor ï·º ne na kabhi apni biwi Ko maara aur na hi kabhi apne kisi Khaadim Ko."(Ibne Maaja:1984)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (32nd day)_







*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.