TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, August 22, 2020

Quiz: Wo kaunsa amal hai jiski wajah se insan ke upar faqeeri ka darwaza khol diya jata hai

*Sawal : Wo kaunsa amal hai jiski wajah se insan ke upar faqeeri ka darwaza khol diya jata hai ?*

Quiz: Wo kaunsa amal hai jiski wajah se insan ke upar faqeeri ka darwaza khol diya jata hai

A. Sila rahmi na karna
B. Maal ki zakat ada na karna
C. Jarurat se zyada maal se kisi ki madad na karna
D. Logo se mangna shuru kar dena
E. Jihad ke liye gharo se na nikalna
F. Mazlum ki madad na karna
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*💐✅ Sahih Jawab : D 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jo Insan khud par sawal ka darwaza khol deta hai (yani logon se managna shuru kar deta hai) to Allah Subhanahu us par faqeeri ka darwaza khol deta hai , is se behtar hai ki aadmi rassi lekar pahadon mein chala jaye aur apni kamar par lakdiyon ka gaththa lekar aaye (aur usko bech kar) khana khaye bajaye iske ki wo logon se sawal karta rahe aur phir usko diya jaye ya na diya jaye
Al Silsila Sahiha 1871

English Translation:

*Question: For which reason Allah opens the door of the poverty for the person ?*

A. Not doing good with his relatives
B. Not paying charity
C. Not helping people with his extra wealth
D. Begging to the people
E. Not going out for the Jihad
F. Not helping to the oppressed
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Answer : D 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said  whenever a person start begging to the people Allah opens for him the door of poverty, its better for a person that he take a rope , go to the mountain and carry the bunch of wood on his back and eat (by selling it) rather than he start begging to the people and he may get something or not
Al Silsila Sahiha 1871

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.