TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, August 9, 2020

KICHAD WALI HALAT ME NAMAZ KA HUKM (Prayer order in mud condition)

KICHAD WALI HALAT ME NAMAZ KA HUKM-Prayer order in mud condition

KICHAD WALI HALAT ME NAMAZ KA HUKM (Prayer order in mud condition)

⭕AAJ KA SAWAL NO.2187⭕

Barish ke mausam me masjid jate huwe kapade ya badan par kichad lag jaye to us badan ya kapade ke sath namaz padh li to aesi  namaz ka kya hukm hai?

🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما 
Raste me kichad ho to bahut aetiyat se jaye ke kapade kichad me kharab na ho aetiyat ke ba wajood kapade ya badan kichad me kharab ho gaye aur us kichad me najadat ka asar yani napaki ka rang ya badbu nahi hai to us kichad ke sath namaz ho jayegi chahe kichad kitna hi ho agar kichad me najasat ka rang ya badbu mahsoos hoti hai to us najasat ko dekha jayega agar insan ya haram janwar ke leshab pakhane ki badbu ho aur woh kichad bilkul patla hai to felaw me hatheli ki gahraai ya us se kam ho to muaaf hai us se zayada ho to muaaf nahi us kapde me namaz nahi hogi agar ghaarha-mota kichad hai to wazan me 4 gram 474 mili garam ya is se kam ho to muaaf hai us se zayada ho to muaaf nahi.

English Translation: 

Question:
If you go to the mosque in the rainy season or if there is mud on your body, then read the namaz with that body or clothes, then what is the command of such namaz?

Answer:

If there is mud on the way, then go through a lot of clothes to make sure that the clothes do not get spoiled in the mud.The body is spoiled in the mud and in that mud there is no effect of najdat i.e. the color or smell of impurity, then pray with that mud No matter how much the mud is, if the color or smell of light is felt in the mud, then that evil will be seen if the human or the animal If the saliva is smelly and the mud is very thin, then the depth of the palm in the spread is less or less than that.It is not good that the cloth will not offer prayers if there is thick mud, then 4 grams in weight 474 If it is hot or less than this, it is a punishment if there is more than that.



📚umdatul fiqah 1/281

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.in
http://aajkasawal.page.tl


No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.