AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*9th Moharram, 1442 Hijri*
☀ 29th August 2020*
"1" Aadmi do cheezon ko na pasand karta hai, (haalaanke dono us ke liye behter hain) ek Maut ko, halaanke Maut momin ke liye fitnon se bachaao hai, doosra MAAL ki kami ko, halaanke jitna maal kam hoga utna hi hisaab kam hoga." (Masnad-e-Ahmed: 23625)
"2" Woh Musalmaan jis ki (logon ko) maa'f karne ki aa'dat thi, woh Jannat me jaane ka haqdaar hain." (Kanzul-a'maal: 7015)
"3" Tangi aur khush haali dono haalatau me, ALLAH Ta'ala se daro." (Kanzul a'maal: 5628)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*9th Moharram, 1442 Hijri*
☀ 29th August 2020*
"1" Aadmi do cheezon ko na pasand karta hai, (haalaanke dono us ke liye behter hain) ek Maut ko, halaanke Maut momin ke liye fitnon se bachaao hai, doosra MAAL ki kami ko, halaanke jitna maal kam hoga utna hi hisaab kam hoga." (Masnad-e-Ahmed: 23625)
"2" Woh Musalmaan jis ki (logon ko) maa'f karne ki aa'dat thi, woh Jannat me jaane ka haqdaar hain." (Kanzul-a'maal: 7015)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.