*Bismillahirrahmanirraheem*
*Sawal 1 : Wo kaunse Nabee hain jinka naam lekar Allah Subhanahu ne Quran mein farmaya ki unhone kufr nahi kiya ?*
*Sawal 2 : Wo kaunse Nabee hain jinka naam lekar Allah Subhanahu ne Quran mein farmaya ki wo Musalman they ?*
A. Muhammed SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. Sulaiman Alaihi salam
F. Dawud Alaihi salam
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)
*💐✅ Sahih Jawab : EB💐✅*
----
----
Aur unhone us cheez ki pairwee ki Jo Sulaiman Alaihi salam ki baadshahat ke waqt shaitan padhte they aur Sulaiman Alaihi Salam ne kufr nahi kiya tha lekin Shaitano ne kufr kiya
Surah Al Baqarah 2:102
----
*مَا كَانَ إِبْرَاهِيمُ يَهُودِيًّا وَلَا نَصْرَانِيًّا وَلَـٰكِن كَانَ حَنِيفًا مُّسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنَ الْمُشْرِكِينَ*
----
Ibrahim Alaihi Salam na Yahudi they aur na Eesayee lekin wo Seedhe raaste par chalne wale Musalman they aur mushriko mein se nahi they
Surah Aal-e-Imran 3:67
*Quiz 1: For which Prophet Allah Subhahu said in Quran by mentioning his name that he did not commit kufr (did not disbelieve)?*
A. Muhammed SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. Sulaiman Alaihi salam
F. Dawud Alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)
English Translation:
Bismillahirrahmanirraheem
----
----
وَاتَّبَعُوا مَا تَتْلُو الشَّيَاطِينُ عَلَىٰ مُلْكِ سُلَيْمَانَ ۖ وَمَا كَفَرَ سُلَيْمَانُ وَلَـٰكِنَّ الشَّيَاطِينَ كَفَرُوا
----
They followed what the Shayatin (devils) gave out (falsely of the magic) in the lifetime of Sulaiman (Solomon). Sulaiman did not disbelieve, but the Shayatin (devils) disbelieved
Surah Al Baqarah 2:102
----
مَا كَانَ إِبْرَاهِيمُ يَهُودِيًّا وَلَا نَصْرَانِيًّا وَلَـٰكِن كَانَ حَنِيفًا مُّسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنَ الْمُشْرِكِينَ
----
Abraham was neither a Jew nor a Christian, but he was one inclining toward truth, a Muslim [submitting to Allah]. And he was not of the polytheists (Al-Mushrikun)
Surah Aal-e-Imran 3:67
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.