AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*29th Zee-Qada, 1441 Hijri*
☀ 22nd July 2020*
"1" Ek din-o-raat mehmaan ki khidmat us ka jaaiz haq hai aur us ki da'awat-o-mehmaan nawaazi teen din hai, us ke baad ki mezbaani us ke liye sadqa hai aur mehmaan ke liye ziyaada din thehar kar mezbaan ko tangi mein mubtela karna jaaiz nahi hai."{Bukhaari:6135}
"2" Jo log apne maal ALLAAH ke raaste mein kharch karte hain phir kharch karne ke baad na eshaan jatlaate hain aur na koi takleef pohnchaate hain, woh apne parwardigaar ke paas apna sawaab paayenge."{Sura-e-baqarah:262}
"3" Aapas mein ikhtilaaf mat karo, warna tumhaare dil mukhtalif ho jaayeinge."{Abu daaood:675}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*29th Zee-Qada, 1441 Hijri*
☀ 22nd July 2020*
"1" Ek din-o-raat mehmaan ki khidmat us ka jaaiz haq hai aur us ki da'awat-o-mehmaan nawaazi teen din hai, us ke baad ki mezbaani us ke liye sadqa hai aur mehmaan ke liye ziyaada din thehar kar mezbaan ko tangi mein mubtela karna jaaiz nahi hai."{Bukhaari:6135}
"3" Aapas mein ikhtilaaf mat karo, warna tumhaare dil mukhtalif ho jaayeinge."{Abu daaood:675}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAA.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.