AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*30th Shabaan, 1441 Hijri*
☀ 23rd June, 2020*
"1" Har roz jab ALLAAH ke bande subah ko uthte hain , do farishte naazil hote hain, un mein se ek kehta hai : ae ALLAAH ! (achche kaamon mein) kharch karne waale ko bahot ata farma aur farna aur doosre kehta hai ; ae ALLAAH ! maal ko (achche kaamon mein kharch karne ke bajaaye) rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma."{Bukhaari:1442}
"2" Duniya mein is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya raasta chalta musaafir."{Bukhaari:6416}
"3" Tum do aadaton ko ikhtiyaar kar lo, (1) ziyaada khaamosh rehne ki aadat, (2) achchhe akhlaaq se pesh aane ki aadat."{Sho'bul imaan:4941}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*30th Shabaan, 1441 Hijri*
☀ 23rd June, 2020*
"1" Har roz jab ALLAAH ke bande subah ko uthte hain , do farishte naazil hote hain, un mein se ek kehta hai : ae ALLAAH ! (achche kaamon mein) kharch karne waale ko bahot ata farma aur farna aur doosre kehta hai ; ae ALLAAH ! maal ko (achche kaamon mein kharch karne ke bajaaye) rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma."{Bukhaari:1442}
"3" Tum do aadaton ko ikhtiyaar kar lo, (1) ziyaada khaamosh rehne ki aadat, (2) achchhe akhlaaq se pesh aane ki aadat."{Sho'bul imaan:4941}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.