AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*27th Shabaan, 1441 Hijri*
☀ 20th June, 2020*
"1" Jo shakhs daulat badhaane ke liye logon se maangna shuru karega toh ALLAAH Ta'ala us ki daulat ko aur bhi kam kar deinge."{Musnad-e-ahmad:9624}
"2" Ek doosre ki geebat na karo, kya tum mein se koi yeh pasand karega ke woh apne mare huwe bhaai ka gosht khaaye ? is se tum khud nafrat karte ho."{Sura-e-hujuraat:12}
"3" Jo paakeeza rizq ham ne tumhein ata kiya hai, us mein se khaao aur us mein had se aage na badho."{Sura-e-taaha:81}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*27th Shabaan, 1441 Hijri*
☀ 20th June, 2020*
"1" Jo shakhs daulat badhaane ke liye logon se maangna shuru karega toh ALLAAH Ta'ala us ki daulat ko aur bhi kam kar deinge."{Musnad-e-ahmad:9624}
"3" Jo paakeeza rizq ham ne tumhein ata kiya hai, us mein se khaao aur us mein had se aage na badho."{Sura-e-taaha:81}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.