AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*19th Rabi-us-saani, 1440 Hijri*
☀ *17th Dec 2019*
"1" ALLAAH Ta'ala ne kuch bandon ko logon ki zaroorat poori karne ke liye paida kiya hai, log un ke paas apni zaroorat le kar jaate hain, logon ki zaroorat poori karne waale yeh log ALLAAH ke azaab se mehfooz raheinge."{Tabraani kaber:13334}
2 Aye imaan waalo! mard doosre mardon ka mazaaaq na udhaaein , ho sakta hai ke woh (jis ka mazaaq udaaya gaya hai) khud un se (mazaaq udaane waalon se) behtar hon."{Surah-e-hujuraat:11}
"3" Jo dhoka de, woh ham mein se nahein ."{Tirmizi:1315]
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*19th Rabi-us-saani, 1440 Hijri*
☀ *17th Dec 2019*
"1" ALLAAH Ta'ala ne kuch bandon ko logon ki zaroorat poori karne ke liye paida kiya hai, log un ke paas apni zaroorat le kar jaate hain, logon ki zaroorat poori karne waale yeh log ALLAAH ke azaab se mehfooz raheinge."{Tabraani kaber:13334}
"3" Jo dhoka de, woh ham mein se nahein ."{Tirmizi:1315]
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.