AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*13th Rabi-us-saani, 1440 Hijri*
☀ *11th Dec 2019*
"1" Duniya ki zindagi siwaaye khel-kood ke kuch bhi nahi aur aakhirat ka ghar muttaqiyon (ALLAAH Ta'ala se darne waalon ) ke liye behtar hai."{Surah-e-An'aam:32}
"2" Jo shakhs maal-o-daulat badhaane ke liye (logon se) maangna shuru karta hai to ALLAAH Ta'ala us ki daulat ko us se bhi kam kar denge."{Musnade ahmad:9624
"3" Kanjoosi se bacho ! kanjoosi ne un logon ko halaak kar diya hai, jo tum se pehle the."{Muslim:6741}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*13th Rabi-us-saani, 1440 Hijri*
☀ *11th Dec 2019*
"1" Duniya ki zindagi siwaaye khel-kood ke kuch bhi nahi aur aakhirat ka ghar muttaqiyon (ALLAAH Ta'ala se darne waalon ) ke liye behtar hai."{Surah-e-An'aam:32}
"2" Jo shakhs maal-o-daulat badhaane ke liye (logon se) maangna shuru karta hai to ALLAAH Ta'ala us ki daulat ko us se bhi kam kar denge."{Musnade ahmad:9624
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.