TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, November 6, 2019

Daily Quran Hadees-8th Rabi-ul-awwal, 1440 Hijri,6th Nov 2019

 AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙*8th Rabi-ul-awwal, 1440 Hijri*
☀ *6th Nov 2019*

"1"  Insaan jab mar jaata hai,toh 3 kaamon ke alaawa us ke amal ke sawaab ka Silsila khatam ho jaata hai: 1.Aisa nek kaam jis ka nafa logo Ko (us ke marne ke Baad bhi) milta rahe, 2. woh ilm jis se log faaida uthhaayein, 3. aisi nek aulaad jo us ke liye dua Karti rahe."(Muslim:4310)

"2" Jab tumhein koi shakhs salaam kare to tum us se bhi behtar tareeqe par salaam karo (jawaab do) ya (Kam az kam) un hi Alfaaz mein us ka jawab de do."(Sura-e-Nisa:86)

"3" Aadmi ke jhoota hone ke liye yahi kaafi hai ke woh jo kuch sune (bila tahqeeq) use bayaan karta phire."(Muslim:7)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_






*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.