TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, November 25, 2019

Daily Quran Hadees-27th Rabi-ul-awwal, 1440 Hijri,25th Nov 2019

 AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙*27th Rabi-ul-awwal, 1440 Hijri*
☀ *25th Nov 2019*

"1"  Insaan ke qadam qayaamat ke din Allah ke saamne se us waqt tak nahi hateinge jab tak ke us se us ki Jawaani ke baare mein Sawaal na kar liya jaaye ke us ko kahaan kharch Kiya."(Tirmizi:2416)

"2" Agar Insaan ke pass maal-o-daulat ke 2 jungal bhi ho jaaein to woh teesre ki khwaahish karega aur insaan ka pet to qabr ki mitti hi bhar sakti hai."(Bukhaari:6436)

"3" Baap ke saath achchhe sulook ka aala darja yeh hai ke us ki wafaat ke baad us ke Milne julne waalon ke saath achchha sulook kare."(Muslim:6679)

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_





*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.