BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM
NAMAZ KE MASAIL
┄┅════❁❁════┅┄
Paʀт No,17
*●••in cheezo se Namaz Faasid ho jati he:-
🔸 1- Baat karna thodi ho ya zyada, qasdan ho ya bhool kar,
🔸 2- Salaam karna ya Salaam ka jawab Dena,
🔸 3- Chheenkne wale ke jawab me Yarahmakallah kehna,
🔸 4- Ranj ki khabar sunkar inna lillah pura ya thoda sa padhna ya achchhi khabar sunkar Alhamdulillah kehna ya azeeb cheez sunkar Subhanallah kehna,
🔸 5- Dukh Takleef ki vajah se Aah! Oh! Ya Uff! Kehna,
🔸 6- Quran Sharif dekh kar padhna,
🔸 7- Alhamd ( surah Fatiha) ya surat me esi galti karna jisse Namaz Faasid ho jati he, ( Tafseel ulema ikraam se puchhe)
🔸 8- Amale kaseer maslan esa kaam karna jise dekhne wala ye samjhe k ye shakhs Namaz nahi padh raha he ya maslan dono haatho se koi kaam karna,
🔸 9- Qasdan ya bhool kar kuchh khana pina,
🔸 10- Qibla se seena fir Jana,
🔸 11- Dard ya musibat ki vajah se is tarah rona k awaaz me harf nikal jaye,
🔸 12- Ruku v Sajda wali Namaz me awaaz ke saath hansna,
Paʀт No,17
*●••Ye cheeze Namaz me Sunnat he'n: -
🔸 1- Takbeere Tehrima ke waqt dono haath uthana,
👉 Aurat kaandhe tak uthaegi aur Mard kaan ki lo tak,
🔸 2- Mardo ko naaf ke niche aur Aurto'n ko seene per haath baandhna,
🔸 3- Sana yani " Subhanakallahumma .."akheer tak padhna,
🔸4- " A'auzubillah .." puri padhna,
🔸 5- Bismillah ..puri padhna,
🔸 6- Ruku aur Sajde ko jaate waqt balki har ek rukn se doosre rukn me muntqil hote waqt" Allah Akbar "kehna,
🔸 7- Ruku se uthte hue " Sami' allahuliman hamida "aur " Rabbana lakal hamd " kehna,
🔸8- Ruku me " Subhana rabbiyal azeem " kam se kam 3 martaba padhna,
🔸 9- Sajde me " Subhana rabbiyal a'ala " kam se kam 3 martaba padhna,
🔸 10- Dono sajdo ke darmiyan aur Attahiyat ke liye Mardo ko Baaye Paanv per bethna aur Daahina paanv khada karna, aur Aurto 'n ko dono paanv sidhi taraf nikaal kar dhad ke Baaye hisse per bethna,
🔸 11- Darood Shareef padhna,
🔸 12- Darood Shareef ke baad Dua padhna,
🔸 13- Salaam ke waqt Daayi -Baayi taraf moonh ferna,
🔸 14- Salaam ferne me Farishto, Muqtadiyo, Jinnato Jo haajir ho unki niyat karna, aur agar jama'at se Namaz padh raha he to muqtadi agar imaam ke pichhe ho to dono salaamo me imaam ki niyat kare, aur agar imaam Daayi Baayi jaanib he to jis taraf imaam ho us taraf ke salaam me imaam ki niyat kare,
📗 Durre Mukhtar, 1/473
📚 Fiqahul ibaad,, 117

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.