TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, October 18, 2019

NAMAZ CHHODNE KE NUQSAANAT

NAMAZ CHHODNE KE NUQSAANAT



⭕AAJ KA SAWAL NO.1885⭕

Jo log namaz chhod dete he unhe kya kya nuqsaanat hai dunya aur aakhirat ke woh bhi batane ki guzarish he taake namaz chhodne ke nuqsaan ka dar bhi ummat me paida ho

🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا مسلما 

Jo namaz me susti karta hai us ko 15 tareeqe se azab hota hai 5 trah se duniya me, 3 tarah se maut ke waqt, 3 tarah se qabr ke andar, 4 tarah se qabr se nikalne ke baad.

DUNIYA KE PANCH

1.Us ki zindagi me barkat nahi rehti
2.Sulhaa ko noor us ke chehre se hata diya jata hai. 
3.us ke nek kaamon ka ajr hata diya jata hai. 
4.us ki dua qubool nahi hoti. 
5.nek logon ki dua me us ka hissa nahi rehta. 

📗FAZAIL AAMAL 1/230 FAZAILE NAMAZ

BAQI KAL INSHA ALLAH TA'LA


و الله اعلم بالصواب

🌙🗓ISLAMI TAREEKH :
 SAFARUL MUZAFFAR 1441 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.