TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, October 4, 2019

Daily Quran Hadees-4th Safar, 1440 Hijri,4th Oct 2019

 AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙*4th Safar, 1440 Hijri*
☀ *4th Oct 2019*

"1"  Qayaamat ke din sab se pehle bande se namaaz ke baare mein poocha jaayega, agar namaaz durust hogi toh us ke saare aamaal durust honge aur agar namaaz kharaab hogi toh saare aamaal kharaab honge."(Tabraani Ausat:1859)

"2" Allah ki Nazar mein sab se achchha ghar woh hai jis mein koi yateem izzat ke saath rehta ho."(Tabraani kabeer:13434)

"3" Jo shakhs logon ka shukr ada na kare, woh Allah ka bhi shukr ada karne waala nahein ho Sakta."(Tirmizi:1954).

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_





*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.