AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*11th Safar, 1440 Hijri*
☀ *11th Oct 2019*
"1" Jo shakhs ALLAAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta ho, us Ko chaahiye ke apne padosi ke saath ikraam ka mua'am'la kare."(Bukhaari:6018)
"2" Agar koi shakhs galati ya gunaah kare, phir us ka ilzaam kisi aur be-gunaah ke oopar lagaade, to woh bada bhaari bohtaan aur khule gunaah ka bojh apne oopar laad leta hai."(Surah-e-Nisa:112)
"3" Jab koi shakhs kisi Ko qarz de to woh apne qarzdaar se koi hadya qabool na kare."(Mishkaat:2832)
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.