✦ Hadith: Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate)
--------
✦ Aisha Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate) ek to sone wala jab tak ki jag na jaye, aur bachcha jab tak ki wo bada na ho jaye aur pagal jab tak ki wo hosh mein na aaye (yani achcha na ho jaye)
Sunan Nasaii, Jild 2, 1372-Sahih
--------------
سنن نسائی جلد ۲ ۱۳۷۲ صحیح
--------
✦ आईशा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तीन तरह के लोगों पर से क़लम उठा दिया गया है (यानी उनके गुनाह नही लिखे जाते) एक तो सोने वाला जब तक की जाग ना जाए,
और बच्चा जब तक की वो बड़ा (बालिग़) ना हो जाए और पागल जब तक की वो होश में ना आए (यानी अच्छा ना हो जाए)
सुनन नसाई, जिल्द 2, 1372-सही
------------
Sunan Nasaii, Book 27, 3462-Sahih
https://only-quran-hadith.blogspot.com/2016/10/hadith-teen-tarah-ke-logo-par-se-qalam.html?m=1
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.