TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, September 4, 2019

Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega


Bismillahirrahmanirraheem

✦ Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega
-------------
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
-------------
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem
-------------
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-------------
✦ Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin ﷺ nabiyya
-------------
✦ Hadith 1 : 
Ek shakhs ne kaha

اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً

Allahu Akbar  kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 

✦ Allah bahut bada hai aur uske liye bahut zyada tarefein hain ALlah ki zaat paak hai , main subah sham uski paki bayan karta hu
RasoolAllah ﷺ ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to RasoolAllah ﷺ  ne farmaya ki ia kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : 
RasoolAllah ﷺ ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai

سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ

SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem

✦ Allah ki zaat paak hai aur tamam tarife usee ke liye hai,Allah ki zaat paak hai aur wo sabse buland hai
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
-------------
✦ Hadith 3 :

Rasool-Allah ﷺ ne farmaya zameen par koi bhi ye kalimat kahta hai to uske gunah bakhsh diye jate hain chahe samundar ke jhaag ke barbar hi kyu na ho

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah

Jamia Tirmizi, Jild 2, 1385-Hasan
-------------
✦ Hadith 4 : 

رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya

Rasool-Allah ﷺ  ne farmaya jo shaksh subah ke waqt ye alfaz kahe to main uske liye iss baat ka zimmedar hu ki uska haath tab tak pakde rakhunga jab tak usko jannat mein dakhil na karwa du
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2963

https://youtu.be/dRp-VXSJ9U8

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.