TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, September 29, 2019

Daily Quran Hadees-29th Moharram, 1440 Hijri,29th Sep 2019

 AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙*29th Moharram, 1440 Hijri*
☀ *29th Sep 2019*

"1"  Hazrat Muhammad peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the aur farmaate the : Aisa karne se itminaan ho jaata hain, takleef aur beemaari se hifazat hoti hai aur woh (pee hui) cheez khoob hazam hoti hain. (Muslim:5402)"

"2" (Qayaamat ke din momin ki) Taraazu mein achchhe akhlaaq se bhaari koi cheez na hogi. (Abu-dawood:4799)"

"3" Jis shakhs ko qasam khaana ho to use chaahiye ke woh ALLAAH (ke naam ya us ki sifaat) ki qasam khaaye ya chup rahe. (Buqari:6646)"


Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (159th day)





Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.